Contents
Saare gaon se doodh manga kar Lyrics
Saare Gaon Se Doodh- Shiv Bhajan By Anuradha Paudwal
Saare gaon se doodh manga kar Lyrics in Hindi
Saare Gaon Se Doodh
Saare gaon se doodh manga kar
Pindi ko nehla do
Saare gaon se doodh manga kar
Pindi ko nehla do
Bhole ko nahla do
Mere Shankar ko nahla do
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Saare gaon se doodh manga kar
Pindi ko nahla do
Saare gaon se doodh manga kar
Pindi ko nahla do
Bhole ko nahla do
Mere Shankar ko nahla do
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Maha raatri Shiv ratri ki mahima
Jo nar nari gaave
Maha raatri Shiv ratri ki mahima
Jo nar nari gaave
Varat puja parivar sahit kar
Sakhal pararath paave
Dhup deep bela patra se
Baba ko sanwaro
Shankar jata jut gangadhar
Hey gaurish pukaro
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Bhole daya ke sagar apni
Pure kar de sapane
Bhole daya ke sagar apni
Pure kar de sapane
Tan man sab arpit tum kar do
Praan diye hai usne
Subah sham baba dar aakar
Man mandir sanwaro
Shradha purwak bhakti bhaanv se
Shankar ko pukaaro
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Saare gaon se doodh manga kar
Pindi ko nehla do
Saare gaon se doodh manga kar
Pindi ko nehla do
Bhole ko nahla do
Mere Shankar ko nahla do
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya.
Download PDF (Saare gaon se doodh manga kar Bhajans Bhakti Songs)
Saare gaon se doodh manga kar Bhajans Bhakti Songs
Download PDF: Saare gaon se doodh manga kar Lyrics Bhajans Bhakti Songs
Saare gaon se doodh manga kar Lyrics Transliteration (English)
Saare gaon se doodh manga kar Video
Saare gaon se doodh manga kar Video