Ganpati Ko Pratham Manana Hai Ganpati ko pratham manana hai, utsav ko safal banana hai, Lyrics

Ganpati Ko Pratham Manana Hai- Ganesh Bhajan

Ganpati Ko Pratham Manana Hai Ganpati ko pratham manana hai, utsav ko safal banana hai, Lyrics in Hindi

Ganpati Ko Pratham Manana Hai
Ganpati ko pratham manana hai, utsav ko safal banana hai,
Shiv- Parvati ke pyaare ko, bhagato ke bich bulana hai,

Ganpati ko pratham manane ki, Devo ne reet chalaayi hai,
Tino loko mei chhote bade, sab karte inki badaayi hai,

Jo kaam sabhi karte aaye, Jo kaam sabhi karte aaye,
humko bhi wahi dohrana hai,
Ganpati ko pratham manana hai, utsav ko safal banana hai,
Shiv- Parvati ke pyaare ko, bhagato ke bich bulana hai,

Koi dhrit sindoor chadhaate hai, koi laduwan bhog lagaate hai,
Koi mewa thaal sajaate hai, koi chhappan bhog lagaate hai,

Jis bhog se khus hote Ganpati, Jis bhog se khus hote Ganpati,
humko bhi wahi lagaanaa hai,
Ganpati ko pratham manana hai, utsav ko safal banana hai,
Shiv- Parvati ke pyaare ko, bhagato ke bich bulana hai,
Utsav mei sabhi padhaare hai, bas inka aana baki hai,
Bhaktmandal mangalachaar kare, inhone aane ki ha ki hai,

Ganpati ka naach bada pyara, Ganpati ka naach bada pyara,
utsav mei aaj nachaanaa hai,
Ganpati ko pratham manana hai, utsav ko safal banana hai,
Shiv- Parvati ke pyaare ko, bhagato ke bich bulana hai,

See also  तू मेरा हो गया देखते देखते श्याम भजन Lyrics, Video, Bhajan, Bhakti Songs

Download PDF (Ganpati Ko Pratham Manana Hai Ganpati ko pratham manana hai, utsav ko safal banana hai, Bhajans Bhakti Songs)

Ganpati Ko Pratham Manana Hai Ganpati ko pratham manana hai, utsav ko safal banana hai, Bhajans Bhakti Songs

Download PDF: Ganpati Ko Pratham Manana Hai Ganpati ko pratham manana hai, utsav ko safal banana hai, Lyrics Bhajans Bhakti Songs

Ganpati Ko Pratham Manana Hai Ganpati ko pratham manana hai, utsav ko safal banana hai, Lyrics Transliteration (English)

Ganpati Ko Pratham Manana Hai Ganpati ko pratham manana hai, utsav ko safal banana hai, Video

Browse Temples in India