Contents
- 1 Jitney Wale Ke Sab Saathi Jitney wale ke sab saathi, yeh hare ka sahara, Lyrics
- 2 Jitney Wale Ke Sab Saathi Jitney wale ke sab saathi, yeh hare ka sahara, Lyrics in Hindi
- 3 Download PDF (Jitney Wale Ke Sab Saathi Jitney wale ke sab saathi, yeh hare ka sahara, Bhajans Bhakti Songs)
- 4 Jitney Wale Ke Sab Saathi Jitney wale ke sab saathi, yeh hare ka sahara, Lyrics Transliteration (English)
- 5 Jitney Wale Ke Sab Saathi Jitney wale ke sab saathi, yeh hare ka sahara, Video
Jitney Wale Ke Sab Saathi Jitney wale ke sab saathi, yeh hare ka sahara, Lyrics
Jitney Wale Ke Sab Saathi- Khatu Shyam Bhajan
Jitney Wale Ke Sab Saathi Jitney wale ke sab saathi, yeh hare ka sahara, Lyrics in Hindi
Jitney Wale Ke Sab Saathi
Jitney wale ke sab saathi, yeh hare ka sahara,
Aisa Shyam humara,
Jiski naiya isne thaami, bhav se parr utaraa,
Aisa Shyam humara,
Jitney wale ke sab saathi, yeh hare ka sahara,
Aisa Shyam humara,
Jiske sang mei ho Kanhaiya, uski naa dube naiya,
Majhdhaar bhi kya kar lega, jab saath ho aisa khewaiyaa,
Iski kripa se hi chalta, hum jaiso ka gujara,
Aisa Shyam humara, oh ho Aisa Shyam humara,
Kaliyug mei danka bajta, ghar- ghar mei iski kahaani,
Khatu se bhejta rehta, bhakto ko dana pani,
Gunj raha saari duniya mei, Shyam naam ka nara,
Aisa Shyam humara, oh ho Aisa Shyam humara,
Jo jag se haar ke ata, ye usko gale lagata,
Yeh isi liye toh jag mei, hare ka saathi kahata,
Kahe Pawan jo sharan mei aaye, kabhi nahi wo hara,
Aisa Shyam humara, oh ho Aisa Shyam humara,
Download PDF (Jitney Wale Ke Sab Saathi Jitney wale ke sab saathi, yeh hare ka sahara, Bhajans Bhakti Songs)
Jitney Wale Ke Sab Saathi Jitney wale ke sab saathi, yeh hare ka sahara, Bhajans Bhakti Songs
Jitney Wale Ke Sab Saathi Jitney wale ke sab saathi, yeh hare ka sahara, Lyrics Transliteration (English)
Jitney Wale Ke Sab Saathi Jitney wale ke sab saathi, yeh hare ka sahara, Video
Jitney Wale Ke Sab Saathi Jitney wale ke sab saathi, yeh hare ka sahara, Video