Bharat Temples Glorious Temples, Aartis & Mantras
Aarti English

Shree Pretaraaj Aarati

• Updated: Jan 9, 2020
Join our Official WhatsApp Channels

Receive daily temple updates, divine darshan, and morning bhajans directly on WhatsApp.

Contents

Shree Pretaraaj Aarati in English

॥ Aarati Pretaraaj Ki Kijai ॥
Deen Dukhin Ke Tum Rakhavaare, Sankat Jag Ke Kaatan Haare ,
Baalaji Ke Sevak Jodha, Man Se Naman Inhein kar Lijai .
॥ Aarati Pretaraaj Ki Kijai ॥
Jinake Charan Kabhi Na haare, ram Kaj Lagi Jo Avataare, ।
Unaki Sevaa me Chitt Dete, Arji Sevak ki Sun lijai.
॥ Aarati Pretaraaj Ki Kijai ॥
Baba ke Tum Agyaakaari, hathi par Kare Savaari
Bhoot Jinn Sab Thar-Thar kaanpe,Arji Baba Se Kah Dijai.
॥ Aarati Pretaraaj Ki Kijai ॥
Jinn Aadi Sab Dar ke maare, naak ragad tere Pade Duaare,
mere Sankat Turatahi kato, yah Vinay Chitt me Dhari Lijai. ।
॥ Aarati Pretaraaj Ki Kijai ॥
Vesh Raajasi Shobha Paataa, Dhaal Kripaal Dhanush Ati Bhaataa,
Main Aakar Sharan Aapaki ,Naiyaa Par Lagaa Meri Dijai
॥ It’s Shree PretaraajAarati ॥

Pretaraaj Arti in Hindi

॥ आरती प्रेतराज की कीजै ॥
दीन दुखिन के तुम रखवारे ,संकट जग के काटन हारे ।
बालाजी के सेवक जोधा,मन से नमन इन्हें कर लीजै ।
॥ आरती प्रेतराज की कीजै ॥
जिनके चरण कभी ना हारे,राम काज लगि जो अवतारे ।
उनकी सेवा में चित्त देते,अर्जी सेवक की सुन लीजै ।
॥ आरती प्रेतराज की कीजै ॥
बाबा के तुम आज्ञाकारी, हाथी पर करे सवारी ।
भूत जिन्न सब थत-थर काँपे,अर्जी बाबा से कह दीजै ।
॥ आरती प्रेतराज की कीजै ॥
जिन्न आदि सब डर के मारे, नाक रगड़ तेरे पड़े दुआरे ।
मेरे संकट तुरतहि काटो,यह विनय चित्त में धरि लीजै ।
॥ आरती प्रेतराज की कीजै ॥
वेश राजसी शोभा पाता,ढ़ाल कृपाल धनुष अति भाता ।
मैं आकर शरण आपकी,नैया पार लगा मेरी दीजै ।

📖 Related: पं सुपारी धवज़ा नारियल ले ज्वाला तेरी भेंट धरे सुन जगदांबे ना कर बिलंबे संतान के भंडार भरे Lyrics Bhajans Bhakti Songs

Sacred Pilgrimage Directory पावनानि तीर्थानि

Explore Sacred Temples Across India

Discover divine architecture, spiritual heritage, and pilgrimage guides from every sacred corner of Bharat.

10,000+ Ancient Mandirs 12 Jyotirlingas 51 Shakti Peethas 108 Divya Desams
View All Temple Guides

Pilgrimage guides, darshan timings, sthal purana & route maps for every sacred state